Airtel Me Free 3G/4G Internet Kaise Chalaye TCP – VPN Trick: Airtel Free Internet sunte hi dil khush ho jata hai kyuke aaj kal internet plans itne mehnge ho gaye hai aur upar se android phone me data bhi bahut teji se khatam ho jata hai is liye aaj hum is post me Airtel Sim Me 3g speed Free Internet (Gprs) kaise chalaye is baare me baat karenge jiski maddad se aap daily free airtel internet 3g speed me use kar sakte hai.
Waise toh internet par bahut sari tricks Available hai Free Internet se related but unme se jyadatar ab kaam nahi karti hai but aaj main aapke liye ek Working free airtel internet trick le kar aaya hu jiski maddad se aap airtel 2g, 3G And 4G ka maza free me le sakte hai.
* Android Paid Apps And Games Free Me Download Kaise Kare
* Youtube Top 5 Secret Tricks Hindi Me Jane
Yeh ek TCP VPN based internet trick hai jo ki bahut aasan hai and yeh trick Android and Pc dono plateform par kaam karti hai maine khud try kiya hai is trick ko toh jyada time na lagate huye seedhe airtel internet trick ki aur badte hai.
* Pc Me Whatsapp Software Download Karke Whatsapp Chalaye
* Pc Folders Ko Hide And Unhide Kaise Kare (Without Software)
Airtel Free Gprs Internet chalane se pehle kuch basic requirement dekh lete hai.
Basic Requirement –
* Android Mobile
* Airtel Sim With 3G Enabled
* Droid VPN App
Free Airtel Internet Chalane se pehle check kare aapki sim me balance toh nahi hai agar balance huya toh usko use karle nahi toh woh khatam ho jayega. Is liye is trick ko try karne se pehle balance Rs. 0 hona chahiye. Toh chaliye jyada time na lagate huye jaan lete hai ke Airtel Me Free 3G/4G Internet Kaise Chalaye TCP – VPN Trick
Airtel Me Free 3G/4G Internet Kaise Chalaye (Working)
1. Sabse pehle apne mobile ka data on karle.
2. Fir Droid VPN App download karke install karna hai.
3. Install karne ke baad yeh kuch aisa dikhega.
1. Register a new account par click karke account banaye ( agar aapka account pehle se hai toh aap is step ko skip karde.
2. Jab aap succesfully register kar lenge toh aapko apna email and passsword jo aapko mail ke jariye mila hoga usko enter kare.
3. Save my login details par click kare.
2. Fir aapko right side me setting ki icon par click karna hai.
3. Connection Protocol par click kare.
4. Tcp Select kare.
5. HTTP Header par click kare.
* Fir aapke samne pop up box open hoga.
1. Enable par click kare.
2. Custom HTTP Header neeche likha code copy karke paste kare.
Code –
Host: get.wynk.in
Next line me isko paste karna hai jaise pic me dikhaya hai.
X-Online-Host: get.wynk.in
* Fir ok par click kare.
* Ab aapko Back button press karke main screen me jana hai.
1. yaha se koi ek server select kare.
Note. best result ke liye free server 1 aur free server 6 ke beech me se koi bhi select kar sakte hai.
2. Server Select karne ke baad aapko round button par click karna hai.
* Jaise hi aap buttton par click karoge toh connect hona shuru ho jayega.
* agar connect karte samay failed ja fir koi aur error aaye toh aap koi dusra server select karke dowara fir connect kare.
* Jab aapka server internet se connect ho jayega toh aapke phone me free airtel internet chalne lagg jayega.
Proof –
* Note. agar aapka server connect na ho toh aap ek ek karke sare server select karke connect karke dekhe.
Airtel Free Internet lagbag india me har state me kaam karti hai agar aapki state me yeh trick kaam na kare toh aap neeche comment me hume jarur bataye kis state me yeh free gprs trick work karti hai aur kis state me nahi and apko apni state me kitni speed mil rahi yeh bhi bataye.
* Android Big Games Ko Obb Cache File Se Install Kaise Kare
* Bluetooth Se Wifi Connection Ek Mobile Se Dusre Mobile Par Share Kaise Kare
waise maine punjab me yeh Tcp vpn trick try karke dekhi yaha par mujhe 3G me 80 – 90 Kb ki speed asani se mil rahi hai magar aap is trick se daily 250 mb se jyada use mat kare kyuke sahid is jyada data use karne se sim blockage ka khatra ho sakta hai waise 250 mb bhi daily bahut hai free internet chalane me.
Dosto ab aap Airtel Me Free 3G/4G Internet Kaise Chalaye TCP – VPN Trick jaan chuke hai ab aap is trick ko istemal karke dekhe agar yeh aapki state me work kare toh isko apne friends and relatives se share karna mat bhuliye.
Connect Ho Jata Hai. But Kai Baar Thoda Time Lagta Hai.
Sir mere g mail pe mail nahi aaraha hai jo psward ka ata hai
Sair g Mene try kiya lekin ho nhi rha
aap galat gmail account type kar rahe honge. Aur aap gmail me spam inbox check kare usme mail ho sakta hai
Sir Happy Diwali
Sir kaam to karta hai magar 15 Second ke bad Jo uper speed chalta hai o 00 k/b batata hai sir 15 second bady kaam karta hai sir place help me
Very very good VPN download now
Bahut saare log free internet use karte hai. Is karn server busy ho jate hai. Is liye internet nahi chal pata. Aap alag alag server try karke dekhe.
SIR G FAILD TO VPN SERVER RPLY AA RHA HAI AB MERI PHLE VALI SIM ME BHI CHALTA THA DROID VPN SIR JI FIR USME BAND HO GYA FIR MENE NEW SIM LI HE 3..4 days PHLE AB NI CHAL RHA JABSE VOI AA RHA HAI FAILD TO SERVER RPLY 2G CONNECT HO JAATA HAI SIR 3G NI HO RHA 🙁

bahot acchi jankari di hai aap ne thanks
Sign up nhi ho rha aur kya everyday 250 mb hi data use kr sakte h
Sign up kyu nahi ho raha hai koi error aa raha ja fir koi aur problem ha aap detal me bataye Yes aap daily 250 mb data use kar sakte hai
Sir mere mail pe user name ka pswad nahi aaraha hai plz help me…..
aap sabhi server ko ek ek karke try kare. kabhi kabhi time lagta hai connect hone me. ja fir aapki state me yeh trick work na karti ho.
aap sabhi server ko ek ek karke try kare. kabhi kabhi time lagta hai connect hone me. ja fir aapki state me yeh trick work na karti ho.
Yeh free internet hai. Isliye isme speed ki problem aati hai. Aap badiya speed ke liye 3G network par yeh trick use kare. Aur aap koi aur server se connect karke try karo
vai cannect HTTP TCP cannect time out Dika raha hai ky karu vai?????????
pleczzZzzz halp
aap galat gmail account type kar rahe honge. Aur aap gmail me spam inbox check kare usme mail ho sakta hai
Mast trick he sair ji Thanks aap ne bahut achi jankaari die