Animation Video Kaise Banaye Free Mein Full Guide

Animation Videos Ke Baare Me Sahid Apko Pata Hoga Par Animation Videos Ko  Computer Aur Laptop Mein Kaise Banate Hai. iski  Jaankari Aapko Nahi Hogi Aaj Main Is Post Mein aage Animation Intro Video Ko Kaise Create Kare Without Any Skill and Software iske Baare Mein Full Detail Mein batunga Aap Apne Pc Computer Ki  Maddad Se Sirf 10 – 15 Mint Me Ek Badiya Animation Intro  Video Apni Blog aur website Aur Youtube Channel Ke Liye Design Kar Sakte Hai. Woh Bhi Bilkul Free Mein Toh Der kis Baat Ki Chaliye Dekhte Hai Ke  Blog Aur youtube Ke Liye Animation intro video Kaise Create kare free Mein.

Blog aur Youtube Ke Liye Intro Animation Video  Kaise Create Kare Free Mein.

create animation Video Free

Animation Intro Video Bnane Ke Liye Neeche Likhe Step Follow Kare.

1. Sabse Pehle App Apne Computer Ke Browser Mein www.Flixpress.CoM Website Open kijiye.

2. Website Open Karne Ke Baad Is Website Par Register Ho jaye. Apki Email Id Par Ek  E- Mail Aayega Us Mein Ek Link Hoga Us Link Pe Click Karke Apna Account Verify Karle.

3. Fir Is Website Par Login Karne Ke Baad Kuch Aisi Window Khulegi.

Animation Video Craete Kare

1. Automated Templates Par Click Kare.

2. Free Plan Templates Par Click kare.

3. Fir Neeche Kuch Animation Videos Ke Sample Diye Honge Unme Se Koi Ek Select kare.

4. Fir Agle  Page Par Customize Now Par Click Kare.

5. Fir Next Page Mein Instruction Padh Kar Next ke Button par Click kare.

6. Agli Window Par Aapko Ek Image Picture Upload Karni Hai. Jise Aap Animation Video Me Dikhana Chate hai.

Upload Image To Flixpress animation Video

7. Browse Par Click Kakre Picture Select Kare Aur Uske Baad Upload Ke Button Par Click Kare.

8. Next page Par Aap Picture Ko Apne Hisaab Se Crop Karke set Karle uske Baad Next Par Click kare.

9. Fir Next window Par apko Apki Animation Video Ke Liye Kuch Text Type Karne Hai Jo Video Chalne Ke Doraan Dikhayi Dege. Text Type Karne Ke Baad Place Order Par Click Kare.

Place Order Flixpress to craete Video

Place Order Par Click karne Ke Baad  Next window Mein View My Order Par Click Kare. Fir Apke Samne Neeche jaisi Window khulegi.

Download Sd Animation video

10. Last Step Mein apko More Option Par Click kakre Download Sd Par Click Karna Hai. Uske Baad Aapki Animation Video Download Hone Lagg Jayegi.

Last Step Follow Karne Ke Baad Aapki Animation Video Create Ho Jayegi Toh ab apko Pata Chal Chuka Hai Ke kaise Animation Intro video Kaise Create Kare Aap Flixpress Ke Jariye Alag Alag design Ki Animation Videos Bana Sakte Hai Free.

Aapko Animation Video Kaise Banaye Free Mein Full Guide Post Kaisi Lagi Comment Karke Jarur Btaye Agar Koi Problem Aa Rahi Ho Toh Comment Karke Puch Sakte Hai. Agar Apko Yeh Jaankari Achi Laggi Toh Isko Share Aur Like Jarur Kare New Latest Updates Apne Email Me Paane Ke Liye Subscribe Jarur Kare.

वैशाली

वैशाली लखनऊ उत्तर प्रदेश से हैं। वह शिक्षा के क्षेत्र से जुड़ीं हैं, और लोगों के साथ ज्ञानवर्धक जानकारी साक्षा करने में रूचि रखतीं हैं। इनके काफी लेख इन्टरनेट पर प्रकाशित हो चुके हैं।

Comment (1)

  1. Mujhe bahut help mili hai thanks so much bahut acche se xplain kiya hai aapne animation mai koi bhi business ki advertisement vdo kese bnaye

    Reply

Leave a Comment