Blog Website Me Free Me Files, Songs, Games, Videos Upload Kaise Kare Aaj Main Apko Blog Par Songs Aur Koi Bhi File Kaise Upload Kare. Iske Baare Mein Btaunga.
Aapne Dekha Hoga Ke Hame Apni Blog Par Koi Bhi File Ja Songs Ko Uplaod Karne Ke Liye Hosting Leni Padti Hai Jiske Liye Aapko Paise Dene Padte Hai.
Par Aaj main Apko Ek Aisa Treeka Btaunga Jiski Maddad Se Aap Free Mein Apni Blog Par Koi Bhi File jaise Songs, Movies, Games, Zip File Aur Bhi Koi Bhi File Ko Upload Kar Sakte Hai. Woh Bhi free Me.
Aap Aisa Cloud Storage Ki Maddad Se Kar Sakte Hai Cloud Storage Internet Par Free Space Hoti Hai Jisme Aap Koi Bhi File Ko Upload Kar Sakte Hai.
Upload Karne Ke Baad Apko Ek Link Milta Hai Jis Par Aap Click Kakre Us Upload KI Gayi File Ko Download Kar Sakte Hai.
Chaliye Ab Ham Jaan Lete Hai Koi Bhi File Ko Blog Par Kaise Upload Kare Free Mein.
Files and Songs Website Par Kaise Upload Kare
1. Sabse Pehle Google Drive Cloud Storage Ki Site Par Ja Kar Apne Google Account Se Login Ho Jaye.
2. Fir Apke Samne Google Drive Ka Page Khul Jayega.
3. Fir New Par Click Karke File Upload Par Click Kare.
4. Jis File Ko Upload Karna Hai Us File Ko Select Kare. Select Karne Ke Baad File Upload Hone Lag Jayegi
5. Jab Aapki File Upload Ho Jayegi Toh Us Par Right Click Karke Get Link Par Click Kare Aur Link Ko Copy Kare.
Ab Is Copy Kiye Link Ko Apni Blog Mein Daale Jab Is Link Par Koi Click Karega To uske saamne Download Ka Button aa Jayega Jis Par Click Karke Aap File Ko Download Kar Sakte Hai.
Note. Agar aap koi Song apni website par upload karna chahte hai toh aapke paas licenese hona jaruri hai agar aap bina license blog par song upload karenge toh woh copyright mana jayega.
Aapko Blog Website Me Free Me Files, Songs, Games, Videos Upload Kaise Kare Post kaisi laggi comment karke jarur bataye, Aur new latest updates apne email me pane ke liye aap is blog ko subscribe kar sakte hai.
achhi post hai
Good
Thanks bro
Maine upar detail me bataya hai. Aap check kare
Vry good post bro. Keep it up
And share your new informational post
bhaiii websites per kaise uplode hota haiiii
Blogger me Koi movie upload karne se copy right issue to nahi ayega kya?
aa sakta hai
good
Rap song only
My new song rap upload
good
bhaiii websites per kaise uplode hota haiiii
achhi post hai
Vry good post bro. Keep it up
And share your new informational post
Maine upar detail me bataya hai. Aap check kare
Licens kaise milega
aap jis lable or company ka kuch use karna chahte hai, aapko unko contact karna hoga. fir unki permission le kar aap apne blog me unke songs or video upload kar sakte hai.
Licens kaise milega
aap jis lable or company ka kuch use karna chahte hai, aapko unko contact karna hoga. fir unki permission le kar aap apne blog me unke songs or video upload kar sakte hai.
Blogger me Koi movie upload karne se copy right issue to nahi ayega kya?
aa sakta hai
Thanks bro