GTA 5 Game Android Mobile Me Download Aur Install Kaise Kare In Hindi Aaj ki post me hum ek real way janege, jiski help se aap kisi bhi android device ja Low end Pc me GTA 5 Jaisi games asani se run kar sakte hai.
Internet par bahut sari videos hai jinme gta 5 ko mobile me play karte huye dikhaya gaya hai. Lekin unme se jyadatar videos fake hoti hai.
Kuch log GTA Sanandreas me GTA5 jaisa koi Graphic Mod install karke thodi bahut us jaisi look de dete hai, par wo hoti to sanandreas hi hai.
GTA 5 Android Mobile Game abhi tak launch hi nahi huyi hai, isliye aap internet par milne wali APK aur Obb file ko download mat kare wo sab fake hoti hai.
To chaliye ab hum ek aisa tarika jaante hai jiski help se aap real pc games ko android mobile par run kar payenge.
GTA 5 Game Android Mobile Me Kaise Chalaye
PC games phone me chalane ka sirf ek hi tarika hai jiska naam hai Cloud Gaming. Isme aap games ko remote server ki madad se mobile par run kar sakte hai.
Is tarika ka istemal karne ke liye aapke paas Optical fiber Internet Connection hona jaruri hai. jiski Speed 50mbps aur ping bhi bahut kam honi chahiye.
Aisa is liye kyuke game to kahi aur chalege par uski screen aapke mobile par cast hogi. jiske liye bahut high speed internet hona jaruri hai ta jo aapka response time kam se kam ho.
Internet par bahut saari companies Cloud Gaming provide karwati hai. Hum Nvidia ki taraf se aani wali Geforce now service ka istemal karnege.
Nvidia Geforce Now ki khaas baat hai ke yeh free me bhi service provide karwati hai aur kafi acche tarike se work bhi karti hai.
Note– Ye service abhi india me Available nahi hai, agar aap iska istemal karna chahte hai to aapko Europe ya fir america ka koi vpn connect karna hoga.
- Sabse pehle aapko Geforce Now link par click karke Register karna hoga.
- Register karne ke baad aapko Playstore se Geforce Now App download karna hai.
- App me same id se login kare.
- Aapko Geforce Now App me bahut saari PC Games show hongi jisko aap khelna chahte hai Example GTA 5 usko select karke play par click kare.
Game play karne se pehle aapko steam ya fir jis platform se aapne game kharidi hai us account se login karna hoga.
Ab aapko kuch time wait karna hoga uske baad aapka server connect ho jayega aur aapki game chalne lag jayegi.
Isme aapko 60 minutes ka session milta hai uske baad aapko dowara se session join karna padta hai. Agar aap lamba session chahte hai to aap iska paid subscription le sakte hai.
To ab aap bhi try karke dekhe aur hame neeche comment me bataye aapko GTA 5 Game Android Mobile Me Kaise Chalaye post kaisi lagi.
Please take two men at home Mera koi duniya mein nahin koi lekar nahin deta GTA5 please de do
Baha’i ye game wark krega
yes
GTA 5mobile me kaise downloads
Please take two men at home Mera koi duniya mein nahin koi lekar nahin deta GTA5 please de do
GTA 5mobile me kaise downloads
Nice game
Nice game
nice game
Nice game
Nice game
nice game
Nice game
Baha’i ye game wark krega
yes
Nice game
Thanks