Professional Android app कैसे बनाये आज हम इसके बारे में बात करेंगे। आज कल android app बहुत popular हो चुके है, और इनकी डिमांड भी काफी बढ़ गयी है। आजकल android app बनाने के लिए किसी coding की जरुरत नहीं पड़ती। क्युके इंटरनेट पर बहुत सारी ऑनलाइन वेबसाइट आ चुकी है जिनकी मद्दद से आप आसानी से हर तरह के एंड्राइड अप्प बना सकते है।
मैंने इंटरनेट पर सर्च किया तो मुझे appgeyser नाम की वेबसाइट मिली। जब मैंने इसकी हेल्प से app create किया तो मुझे कुछ ख़ास पसंद नहीं आया। इसके बाद मैंने और बहुत सारी वेबसाइट देखी फिर आखिर में मुझे एक वेबसाइट काफी बढ़िया लगी इस पोस्ट में हम उसी के बारे में बात करेंगे।
इस वेबसाइट का नाम appypie है, इसमें आपको बहुत सारे अच्छे फीचर्स देखने को मिलते है। जिनका इस्तेमाल करके आप कुछ मिनट्स में एक प्रोफेशनल अप्प बना सकते है।
Appypie Website की मद्दद से आप किसी भी तरह का android और ios app बना सकते है। इसकी सबसे अच्छी बात ये है के आपको इसमें customization के बहुत सारे options मिलते है। आप अपनी पसंद के हिसाब से अपने app को डिज़ाइन कर सकते है।
अगर आप एक ब्लॉगर है और आप अपने वेबसाइट के लिए android app बनाना चाहते है, तो appypie आपके लिए बेस्ट है, इसकी हेल्प से मैंने भी अपनी वेबसाइट के लिए app बनाया है। यो आप नीचे दिए गए लिंक से डाउनलोड कर सकते है।
तो चलिए हम ज्यादा समय ना लगते हुए जान लेते है के एंड्राइड अप्प कैसे बनाये बिलकुल मुफ्त और android app बनाने के लिए क्या क्या होना चाहिए।
Android App बनाने के लिए क्या चाहिए
- मोबाइल
- इंटरनेट
Professional Android App कैसे बनाये मुफ्त में
- सबसे पहले Appypie Signup लिंक पर क्लिक करके website पर अकाउंट बना ले।
- Create App पर क्लिक करे।
- App के लिए नाम डालकर next करे।
- Category सेलेक्ट करे।
- अपनी पसंद की color scheme सेलेक्ट करे।
- Platform सेलेक्ट करे Android या Iphone
अब आपको अपने android app को अपने हिसाब से customize करना होगा। इसके लिए आप नीचे लिखे स्टेप्स फॉलो करे।
1. Enter App Name – Apne app ka name enter kare
2. Choose a Cattegory par click kare.
Note. Aapko isme website ki option nahi milegi is liye aap information ja fir other option select kare website app banane ke liye.
3. Next par click kare
4. Choose a Theme – Apne pasand ki koi bhi them select kare and next par click kare.
5. Fir aapke jo category dikhegi un sab ko delete karna hai.
1. Aapko ek ek category ko select karke delete karna hai.
2. Delete karne ke liye click kare.
6. Ab aapko website ka hompage ads karna hai.
1. Aap Recommend ja fir information tab par click karke dekhe aapko ek webiste ki option milegi jaisa pic me dikhaya hai
2. Website par click kare.
7. Fir aapko website ka name aur address type karna hai.
1. Apne pasand ki icon select kare.
2. Fir aapko name enter karna hai.
Note. Name Full Website Ja fir apni blog ke name se rakhe kyuke jab aap apna app open karoge toh yeh name category me sabse pehle show hoga.
3. Apni website ka address enter kare.
4. Add page par click kare.
* Yeh karne ke baad appki webiste ka main hompage add ho jayega ab aapko apni website ki categories ko add karna hia.
Note. Aapki Website me jitni categories hai aapko utni baar website option ko select karke add karna hai.
9. Category add karne ke liye aapko ek plus ka sign dikhega us par click kare and fir se website ki option ko select kare.
1. Category add karne ke liye plus ke sign par click karke website option select kare.
2. Category ka name type kare.
3. apni website me ja kar category ka link copy karke yaha paste kare.
4. Category ke liye icon select kare.
* Aise hi aapko ek ek karke apni website ki sabhi category add karni hai.
10. Category add karne ke baad Theme Customization par click kare.
11. Custmization par click karne ke baad aapke samne ek aisa page open hoga.
12. Is page me aap apne App ko customize kar sakte hai example jaise app font size, colour, theme, name, app icon, app background image sab ko aap apne hisaab se customize kar sakte hai.
* Customize karne ke baad aapka android app puri trah tyaar ho jayega.
13. Ab aapko save and finish button par click karna ho jo uper top me hoga
14. Ab aapko sign Up karna hoga apna vaild email name and password daal kar sign up kare.
15. Sign up Complete karne ke baad aapke email me ek verification code aayega us code ko website me enter karke apna email verify kare.
* Bluetooth Se Wifi Internet Dusre Phone Me Share Kaise Kare.
* Android Phone Ka Pattern Lock Reset Kaise Kare.
Jaise hi email verify kar lenge toh aapko kuch hi minutes me aapki id par ek mail aayega jisme aapke aap ka downloading link hoga aap us link par click karke apna app download kar sakte hai. aur woh link aap apne friends ja fir webiste me bhi share kar sakte hai.
Android App Preview –
Dosto is proccess ko pura karne me thodi mehnat toh lagegi par aapko ek badiya android app mil jayega apni website ke liye.
* Internet Banking Ke Liye Apply And Activate Kaise Kare (Full Guide).
* OG Youtube Best Youtube Video And Audio Downloading App For Android.
Agar aapko “Professional Android App banane me koi problem aa rahi ho ja fir koi step samaj na aa raha ho toh aap neeche comment me bata sakte hai. main aapki puri maddad karunga, aur aapko “Professional Android App Kaise Banaye Free Me” post kaisi lagi comment karke jarur bataye.
Is website ke bare me apne bahut hi acchi jankai diya…
Sir mujhe app apna no. Do mujhe apse Kam hai ya mujhe 8462914894 is no. Or call kre ye mera WhatsApp no. Bhi hai. Thenkx sir accha likha
sorry main call nahi kar sakta but aap mujhe facebook.com/hkralh par message kar sakte hai. Main jarur help karuga.
Sir G. Apny itny achy tariqay say sumjhaya k
sub kuch sumjh agaya
many pehly 2 blog bnaey thy
jo frnds nay lay liyay
ab many ek bnaya hy
fb tricks share kar raha hu
phir aur bhi tricks share karu ga net earning ki. etc
but mujhy blog ki designing ni ati abhi
seekh raha hu
Meri aap kese banav
Hardeep Ralh ji, meri koi website nahi hai lekin muje only android application banani hai aur android playstore par dalni hai. Kya without website hm is tool se mobile android app bana sakte hai?
yes aap website ke bina v application bana sakte ho. appy pie ki help se
Bhai is app me apni ads laga sakata hu kya
Mtlb isme meri ads show hogi ya appy pie ki..
Yes aap isme apni ads laga sakte hai.
Free me app banasa sakte he.
BHUT ACHI JANKARI HAI HARDEEP RALH JI
App play store pe run kaise hoga?
play store par add karne ke liye aapke 25$ lagenge.
Yes Bana Sakte Hai
Aap appypie website open karke dekh sakte hai. Paid app ka price
taqreeban kitni payment karni hogi
koi idea hy apko
Yes Bana Sakte Hai
Yes starting me Logo Show hoga Appypie ka agar aap credit remove karna chahte hai. Toh aap Paid App Create kar sakte hai. Jisme aapko kuch paise dene honge
jawab zarur dena sir. baqi jesy apny sumjhaya. bohot acha laga
mujhy sirf itna janna hy. k many pehly apni app appsgeyser par bnae thi to meri app k sath appsgeyser likha ata tha. kia is main app bnay say bhi appypie.com sath lagy ga.
nice information
Kese kru nhi ho rha app package ka url mag rha
mujhy sirf itna janna hy. k many pehly apni app appsgeyser par bnae thi to meri app k sath appsgeyser likha ata tha. kia is main app bnay say bhi appypie.com sath lagy ga.
jawab zarur dena sir. baqi jesy apny sumjhaya. bohot acha laga
Sir G. Apny itny achy tariqay say sumjhaya k
sub kuch sumjh agaya
many pehly 2 blog bnaey thy
jo frnds nay lay liyay
ab many ek bnaya hy
fb tricks share kar raha hu
phir aur bhi tricks share karu ga net earning ki. etc
but mujhy blog ki designing ni ati abhi
seekh raha hu
Kya yha app bna kar Adsense se earning kar sakte hai
yes kar sakte hai
Yes starting me Logo Show hoga Appypie ka agar aap credit remove karna chahte hai. Toh aap Paid App Create kar sakte hai. Jisme aapko kuch paise dene honge