Whatsapp Best Top 5 Secret Tricks
* First Aap SSH Whatsapp Download Karke Open Karle* Enable Accessibility Par Click Karke next page me Shh – Whatsapp Incognito Par Tick kare aur Back Button Press kare
* User And Group ko select karke Ok, LET’S Go! par click kare
Next screen mein jab whatsapp me koi new message aayega toh aap usko read kar sakte hai without open whatsapp and online huye
* First aap Square Droid App ko download karke open kare
* Pick a Photo Button par click karke picture select kare jisko aap whatsapp me without crop kiye lagana chahte hai
* Jab picture Square Droid App Me open ho jayegi toh aapko bas right corner mein save ke button par click karna hai
* save karne ke baad whatsapp me ja kar save ki huyi dp ko lagaye aapki dp set ho jayegi
3. 1 Phone Me 2 Whatsapp Kaise Chalaye
Maine apni site par 3 method bataye hai 2 whatsapp run karne ke liye aapko jo method acha lage aap woh use kar sakte hai
1st And Second Method – GB Whatsapp Download Karke – Parralel Space App Run Multiple Account One Device ke jariye
3rd Method – 2 Line For Whatsapp ( Root Required)
4. Zip, Pdf, Exe, Apk, Rar File Ko Whatsapp Se Kaise Send kare
Aapne dekha hoga whatsapp me messages, recording pic and video ke ilawa aur kuch share nahi kiya ja sakta hai magar kabhi kabhi aapko zip, pdf ja fir koi important document send karna hota hai toh problem aati hai ke kaise send kare is liye aaj main aapko bahut hi asaan tareeka bata raha hu jiski maddad se aap kisi bhi file ko whatsapp se send kar sakte ho Toh chaliye jante hai
* Sabse pehle DropBox App download karke open kare
* Open karne ke baad usme Ek Upload Ki option Hogi us par click karke aap jis file ko send karna chahte hai usko select kare
* Jab aapki file successfully upload ho jayegi toh waha par ek share ka option hoga us par click karke whatsapp ki option par click karke jis friend ko file send karni hai usko select kare
* Jisko aapne file send ki hogi uske paas ek link jayega jab who us link par click karega toh who file download hone lag jayegi
5. Whatsapp Me Notification Pop Up Kaise On Kare
Agar aap messages ka fast reply karna chahte hai without whatsapp open karke toh aap notification pop up ko on karle jab aapko koi message karega toh aapki screen par ek pop up aayega aap usme message ko read karke uska fast reply kar sakte hai
* Whatsapp ki settings me Ja kar Notfication par click kare
* Popup Notification Par click karke aap Always Show Popup ja fir aapne According koi bhi option select kare
Popup Preview
Aapko whatsapp Top 5 Secret Tricks Kaisi Laggi Comment karke jarur bataye aur Post Ko share karna mat bhuliye