Live Traffic Feed Yeh Ek Aisa Feature Hai Jo Hume Apni Blog Ja Website Par aane wale Visitor Ki Jaankari Deta Hai. Iski Maddad Se Aap Apne Visitor Ki Location, Country Aur Visitor Kis Ke Jariye Hamari Site Par Aaya Hai Aur Vistor Ke Aane Ka Time Jaisi Jaankari Pata Kar Sakte Hai Aap Live Traffic Feed Ko Apne Blog Ya Fir Website Me Laga Le Jab Koi Bhi Aapki Blog Ja Fir Website Par Aaayega Usko Bhi Aapke Blog Par Aane Wale Visitor Ki Jaankari Show Hogi. Iske Liye aapko Bas Ek Widget add Karna Hoga Apni Blog Me To Chaliye Dekhte Hai Live Traffic Feed Ko Blog Par Kaise add Kare.
Blog Me Live Traffic Feed Kaise Lagaye
1. Personalize Your Feedjit isme Aap Live Traffic Feed Box Ko Cutomize Kar Sakte Hai.
2. Blogger Blog Ko Select Kare Fir Uske Baad Go Par Click Kare.
Fir Aapke Samne Kuch Aisi Window Khulegi.
2. Fir Waha Par Ek Code Hoga Jaisa Picture Me Dikh Raha Hai Usko Copy Karle Copy Karne Ke Baad usko Blogger Me Lagana Hoga.
3. Blogger Me Code Lagane Ke liye Blogger Ke Dashboard Me Layout Par Click Karke Add a Gadget Par Click Kare.
4. Fir Ek PopUp Window Khulegi usme Html/JavaScript Par Click Kare Fir Aapke Samne Ek Box Khulega Usme Code Ko Paste Kare Aur Save Par Click Kare.
Bhot hi accha Jankari share kiya hai aapne nice a articles
Bjot hi accha post nice a article
Aap Yeh Post Padhe Click Here
Yes hum ko toh pata chal jata hai magar jaise live traffic feed hamare sabhi visitor ko show hoti hai waise hi aap kisi post par kitne view huye woh bhi apne visitor ko dikha sakte hai mere kehna ka matlab yeh tha
Achha to bhai bata dijiye kaise karen hum ye
bhai mene ek blog me dekha tha
usme live traffic feed me ye bhi show ho raha hai ki kis post par
traffic aa raha hai
wo kaise set hoga
aap woh blog address mujhe fb group me bataye jisme aapne woh traffic feed dekha tha main aapko check karke batata hu
Iske bare me jab bhi mujhe pata chalega toh main post ke jariye aap ko bata dunga waise aap alag se ek widget laga sakte hai jisme yeh pata chal sakta hai is post ko kitni baar dekha gaya hai matlab kitne pageview huye hai
bhai ye to pata chal hi jaata hai blogger me